Thursday, 8 January 2015

Sooraj Dooba Hai Song Lyrics By Arijit Singh & Aditi Singh Sharma

Posted by Food Knowledge
Sooraj Dooba Hai Song Lyrics are very popular in these days. Sooraj Dooba Hai Song Official Lyrics are sung by Arijit Singh & Aditi Singh Sharma. Lyrics Of Sooraj Dooba Hai Song is written by Kumaar.  

About Sooraj Dooba Hain Song


Song Name
Sooraj Dooba Hai
Movie Name
Roy
Singer(s)
Arijit Singh & Aditi Singh Sharma
Writer
Kumaar
Music Director
Amaal Malik

 Sooraj Dooba Hai Lyrics


Matalbi ho ja zara matlabi, duniya ki sunta hai kyun
Khud ki bhi sun le kabhi…

Matalbi ho ja zara matlabi, duniya ki sunta hai kyun
Khud ki bhi sun le kabhi…

Kuch baat ghalat bhi ho jaaye, kuch der ye dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkane, iss tarah se chale, shor goonje yahaan se wahaan

Sooraj dooba hai yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke, sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro, gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything, I can give you everything
Raste bhula do saare gharbaar ke, ask me for anything
I can give you everything, gham tum bhula do saare sansaar ke


Ataa pataa rahe na kisi ka humein, yehi kahe ye pal zindagi ka humein
Ataa pataa rahe na kisi ka, yehi kahe ye pal zindagi ka
Ki khudgarz si khwahish liye, be-saans bhi hum-tum jiye
Hai gulaabi gulaabi samaa…

Sooraj dooba hai yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke, sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro, gham tum bhula do saare sansaar ke

Matalbi ho ja zara matlabi. duniya ki sunta hai kyun..
Khud ki bhi sun le kabhi…

Chale nahi ude aasmaan pe abhi..
Pata na ho hai jaana kahaan pe abhi, chale nahi ude aasmaan pe
Pata na ho hai jaana kahaan pe, ki be-manzilein ho sab raaste
Duniya se hon zara faasle, kuch khud se bhi ho dooriyaa

Sooraj dooba hai yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke, sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro, gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything, I can give you everything
Ask me for anything, I can give you everything

0 comments:

Post a Comment